Skip to content Skip to sidebar Skip to footer

Easiest Way to Make Tasty Shahi Tukrey

Shahi Tukrey.

Shahi Tukrey You can have Shahi Tukrey using 15 ingredients and 13 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Shahi Tukrey

  1. It's of Milk.
  2. Prepare of Sugar.
  3. You need of Elaichi Powder.
  4. It's of Cream.
  5. It's of For Sheera:.
  6. Prepare of Water.
  7. It's of Sugar.
  8. It's of Elaichi Powder.
  9. Prepare of Rosewater.
  10. You need of Bread Slices:.
  11. You need of Bread slices.
  12. You need of Oil for frying.
  13. Prepare of Garnishing:.
  14. It's of Badaam chopped.
  15. Prepare of Pistey chopped.

Shahi Tukrey instructions

  1. Sauce pan mein doodh aur cheeni shamil kar ke mix karein..
  2. Elaichi powder dal kar ache tarhan mix kar lein..
  3. Ab doodh ko halki ancch per garhan hunay tak 20-30 minutes kliya paka lein, chamcha chatay rahein..
  4. Cream shamil karein aur ache tarhan mix kerlein, side per rakh dein..
  5. For Sheera:: Sauce pan mein pani aur cheeni dal kar itna paka lein ke cheeni ghul jaye..
  6. Ab is mein elaichi powder dal kar mix karein, sheera ko itna paka lein ke garha ho jaye..
  7. Rosewater dal kar mix lein aur 1-2minute kliya paka lein, side per rakh dein..
  8. Bread:: Bread slices ko trim karain aur triangles shapes mein kat lein..
  9. Fry pan mein tel garam kar lein aur bread slice ko halka sunhairi hunay tak fry karein..
  10. Fry na karna chahen tu bread slices of toast karlain..
  11. Assembling:: Bread slices ko sheera mein 10-15 seconds kliya dip kerlain..
  12. Ab tamam bread slices ko dish mein rakh kar upper sa rabri doodh dal dein..
  13. Badaam aur pistey sa garnish kar ke serve karein..