Recipe: Appetizing Healthy honey & fig ice cream
Healthy honey & fig ice cream.
You can have Healthy honey & fig ice cream using 9 ingredients and 18 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Healthy honey & fig ice cream
- Prepare 1/2 tin of milkmaid ya mithaimaid.
- It's 2-1/2 of milk.
- You need 5-6 of fig.
- You need 1/2 cup of water.
- You need 2 tbsp of cornflour.
- You need 1 cup of cream.
- It's 1-1/2 tbsp of tooty frooty (red & green).
- Prepare 2 tbsp of honey.
- It's of cherry and chocolate syrup (for garnising).
Healthy honey & fig ice cream step by step
- Sabse pahle half cup milk nikaal kar baaki boil karne gas par rakhe.
- Ab ek pan mefig ko water me daal kar 4-5 min boil kar le fig jaldi hi pak jaati hai.
- Ab half cup milk me cornflour achchi tarah se mux kar le.
- Cornflour mixture ko boil milk me mix karein.
- Fig paani se nikaal kar dhanda hone de ko.
- Boil milk me milkmaid mix karein aur milk ko chalte hi rahe varna neeche se jalne lagta hai.
- Milk thick hone lage tab gas switch off kar de...
- Ab fig ko mash kar le ek haath me spoon ek haath me fork ko pakdhe aur spoon se mash kar le.
- Ab milk me cream mix karein.
- Ah 1 tbsp honey mix karein.
- Ab mashed fig aur 1 tsp vanilla essence mix karein.
- Ab achchi tarah mux kar le aur airtight container me rakh kar freezer me rakh de.
- Ab 1-1/2 freezer se nikaal kar hand blander se fullupy hone tak blend karein aur ye prakriya ko 1 baar aur dohraye to icecream soft banegi.
- Ab 4 hours ke liye set hone rakh de jab tak jam nahi jaati freezer se mat nikaale.
- Ab freezer se nikaal kar icecream scooper se nikaal kar bowl me daale..
- Honey,tooty frooty.cherry ke saath garnising karein.
- Enjoy kariye honey fig icecream.
- Aap ki marzi hoto honey ki jagah sugar bhi daal sakte hai.